Jan Seva Kendra
Certificates, senior citizen, voter aur rozmarra ke sarkari form — ek hi jagah se apply support.
Mon–Sat 9:30 AM – 7:00 PM · Sunday 10:00 AM – 2:00 PM
+91 9158031518 / +91 8412031518About the center
Log PAN, Aadhaar, certificate aur passport ke liye alag-alag office ke chakkar kaat-te hain. Is center par wahi kaam ek counter par shuru hota hai — form samajhna, documents check karna, portal par application, aur receipt dena.
Ye government office nahi hai. GAJANAN ENTERPRISES & LEGAL CONSULTANCY ek private facilitation center hai jo Jan Seva Kendra, Mahaonline aur CSC jaisi online services mein madad karta hai. Final approval hamesha usi department ke portal par hoti hai.
Certificates, senior citizen, voter aur rozmarra ke sarkari form — ek hi jagah se apply support.
Maharashtra ke domicile, income, caste, birth aur death certificate ki online application.
PAN, Aadhaar update help, DigiLocker, bill payment, e-Shram, PM-Kisan aur photo-print.
Hindi mein samjha kar portal form, bina galat spelling ke.
Apply karne se pehle missing paper bata dete hain.
Passport photo, colour copy, scan aur lamination.
Receipt number bhej kar status pooch sakte hain.